Ajab duniya hai na


Ajab duniya hai na shayar yahan par sar uthate hain, Jo shayar hain woh mehfil mein dari chaadar uthate hain. Tumhare shehar mein mayyat ko sab kandha nahin dete, Humare gaaon mein chhappar bhi sab mil kar uthate hain.


Tags : love