Barishon ke mosam mein, Tum


Barishon ke mosam mein,
Tum ko yaad karney ki,
Aadatien purani hain!….,
Ab ki bar socha hai,
Aadatien badal dalein,
Phir khayal aaya ke ,
Aadatein badalne se,
Barishein nahin rukti……………


Tags : love