Ikraar mein shabdon ki


Ikraar mein shabdon ki ehmiyat nahi hoti,

Dil ke jazbaat ki awaaz nahi hoti,

Aankhen bayaan kar deti hain dil ki daastan,

Mohabbat lafzon ki mohtaj nahi hoti!


Tags : love