Kitna bebas hain insaan


Kitna bebas hain insaan kismat ke aage
Har sapna tut jata hain hakikat ke aage,
Jisne kbhi duniya me haarna nahi sikha
Wo bhi haar jata hain mohabbat ke aage


Tags : love