Zakhm itne bade hain


Zakhm itne bade hain izhar kya karein,
Hum khud nishana ban gaye vaar kya karein,
Maar gaye hum lekin khuli rah gai ankhein,
Ab isse zyada kisi ka intezaar kya karein..


Tags : sad