Upload

Bas ab ek haan


Bas ab ek haan ke intezaar mein raat yunhi guzar jaayegi,
Ab to bas uljhan hai sath mere neend kahan aayegi,
Subah ki kiran na jaane konsa sandesh laayegi,
Rimjhim si gungunayegi ya pyaas adhuri reh jaayegi.

दिल में धडकन और


दिल में धडकन और आँसु धम जाते हैं,
जब कभी हम आपके इस आशियाने में आते हैं,
थाम तो लेते हैं पलकों की कंपकंपाहट दो घडी,
पर इन आँसुओं का क्या करें जो पल में बिखर जाते हैं..

नैनो मे बसे है


नैनो मे बसे है ज़रा याद रखना,
अगर काम पड़े तो याद करना,
मुझे तो आदत है आपको याद करने की,
अगर हिचकी आए तो माफ़ करना…….



u r In My


u r In My Thoughts & In My Heart Wherever I May Go On Teddy Bear Day I would Lyk To Say I Care More Than You Know..I were a cell I vish I were a cell in ur blood so I wld b sure I was some-where in ur hrt .Happy Teddy Bear Day

Duniya Hai Patthar Ki


Duniya Hai Patthar Ki Jazbaat Nahi Samajhti
Dil Mein Jo Chhupi Hai Who Baat Nahi Samajhti
Chand Tanha Hai Taaro Ki Baraat Mein
Dard Magar Chand Ke Zalim Raat Nahi Samajhti…

Ek din kisi ne


Ek din kisi ne dil se puchha…
“Waadon” aur “Yaadon” mein kya farq hai?
Jawaab mila…
“Waade” insaan todta hai.
Aur
“Yaadain” insaan ko tod deti hain.

Khuda kaise karoon shukriya


Khuda kaise karoon shukriya iss din ke liye Jis duniye tumhe dharti pe bheja hamare liye Naa jaane kyon main intezaar kar raha tha Shayad janmdin hai tumhara iss liye Meri har ek dua hai teri lambi umr ke liye Dil khud jaanta hai tu na ho dhadkega kis k liye