Upload

Sirf Nazar Se Jalaate


Sirf Nazar Se Jalaate Ho Aag Chahat Ki,
Jalakar Kyun Bujhate Ho Aag Chahat Ki,

Sard Raaton Mein Bhi Tapan Ka Ehsaas Rahe,
Hawa Dekar Badhate Ho Aag Chahat Ki,

Aapki Nazron Mein Mere Pyar Ka Thhikana,
Hum Se Kyun Chhipate Ho Aag Chahat Ki,

Naazuk Jism Par Ungaliyan Jo Rakh Doon,
Badi Khusi Se Chhupate Ho Aag Chahat Ki,

Phoolon Se Lipatkar Bikhar Jaao Mujh Par,
Armaano Se Lutate Ho Aag Chahat Ki…

महोब्बत मुक्कदर है कोई


महोब्बत मुक्कदर है कोई खवाब नहीं,
ये वो अदा है जिसमें सब कामयाब नहीं,
जिन्हें पनाह मिली उन्हें उंगलियों पे गिनो,
जो बर्बाद हुऐ उनका हिसाब नहीं…

इक तेरी दोस्ती ही


इक तेरी दोस्ती ही मेरे दिल को भाती है,
किसी रात सो जाऊँ जो तुझे याद किये बिना,
कसम से तु ख्वाबों में आ के अपनी याद दिलाती है



Aadat Uski Thi Bus


Aadat Uski Thi Bus Mujhe Jalane Wale Baat Ki Hans Ke Mgr Dil Ko Dukhane Wali Ajkal Wo Mujhe Kuch Badla Howa Lgta Hy Ho Gain Uski Nighein Bhi Zamane Wali Hum Ne Ikhlas Ka Daman Nhi Chhora Ab Tk Haye Uski Tu Muhabbat Hy Rulane Wali Main Ne Samjha Tha Guzar Jaye Ga Mausam Lekin Rut – E – Barsat Bi Nikli Tu Satane Wali Tumhare Waste Ab Koi Nhi Hy WASI Khud Se Batein Na Karo Dil Ko Behlane Wali…