उनका भी कभी हम दीदार करते है,
उनसे भी कभी हम प्यार करते है,
क्या करे जो उनको हमारी जरुरत न थी,
पर फिर भी हम उनका इंतज़ार करते है ! …
Meri tanhayi ko mera shoq mat samajhna, Bohat pyar se diya hai yeh tohfa kisi ne..
Jataaa Jataaa Ke Mohabbat, Dikha Dikha Ke Khuloos, Bohat Qareeb Se Loota Hay Mere Doston Ne Mujhey!
Naa Jaane Kaun Sa Haadsa Akhbaar Mein Aa Jaaye
Naa Jaane Kaun Sa Sikka Baazar Mein Aa Jaaye
Arrey Chor Uchakko K Saath Bhi Dosti Karlo Yaaro
Aapni Aankhon Mein Mera Naam Likh Do,
Har Roz Tum Aapna Dil Mera Naam Kar Do,
Agar Bhool Jaoge Humen Toh Mar Jayenge Hum,
Tum Aapni Labon Ki Narm Khusbhu Mere Naam Kar Do……
Holi ke rang bikhrenge,
Sang piya hum ab bheegenge,
Holi mein aur bhi rang hoga
Mere piya jab mere sang hoga !!