Kam Karo Asia ki pahchan ban jaye,
chalo aise ki Nisan ban jaye,
zindgi to her koi kat leta hai dosto,
jiyo is kadar ki misal ban jaye.
Humne Bhi Kisi Se Pyar
Kiya Tha…
Hatho Me Phool Lekar
Intezarr Kiya Tha…
Bhul Unki Nahi Bhul Toh
Humari Thi…
Kyon Ki Unho Ne Nahi,
Humne Unse Pyar Kiya Tha…!!
नहीं था ज़ोर उसकी सितम नवाजियो का मगर,
मुझे भी होंसले मेरे खुदा से मिले,
मेरी आन क्युँ कहती है बार-बार मुझे,
वो महोब्बत ही क्या जो इलतीजा से मिले
Tujhe Shak Hai K Mein Tere Lie Jaan Na De Paon Ga ? Dost .. Mujhe Yeh Dar Hai K Tu Bohat Roye Ga Mujhe Azmane K Bad ..!
Chand ki chandani, Basant ki bahar. Phoolo ki khushbu, Apno ka pyar.
Mubarak ho aapko NAVRATRI ka Tyohar. Sada khush rahe aap aur apka Parivar.
Hote agar paas toh koyi shararat karte
Lekar tumhe baho mein mohabbat karte
Dekhte teri aankho mein nind ka khumar
Apni khoyi huyi nindo ki shikayat karte
Aankho mein teri, apna aks dhundte,
Jaan se bhi jyada tujhe chaha karte
Sirf ek dil hi toh tha wo b tere paas hai
Raat raat bhar jag k kiski hifajat karte
Mere majhab mein shirk haraam hai
Warna dil-o-jaan se teri ebadat karte